info@qadriahemadraza.in + (91) 9824710711

Mira Saiyed Shah Bawa

Shahen Shah E Una, Aulad E Gaus E Aazam Mira Saiyed Shah Bawa Qadari Ul Jilani (رضي الله عنه).

Read About Islam

Nothing Is Impossible With Allah

Muslim community, promoting a comprehensive Islamic way of life based on the Holy Quran

Read About Islam

Islam is an Abrahamic Monotheistic Religion

Muslim community, promoting a comprehensive Islamic way of life based on the Holy Quran

Read About Islam

Welcome to Qadri Ahemad Raza Ruhaani Center

Spiritual insights and teachings

Memorable photos and videos

Updates from Urs Mubarak

Deeni guidance for everyday life

The Official Home of Qadri Ahemad Raza

Nazar Lagna:

Kabhi kabhi insaan ke upar dusre ki buri nazar lag jaati hai, jisse wo bimaar, pareshan, ya kamzor mehsoos karta hai. Aise mein Qur’an ki kuch soorat aur duayein padh kar fookne se Allah Ta’ala shifa ata farmata hai.

Shaitani Asar / Jadoo:

Agar kisi insaan par shaitani asar ya jadoo ka asar ho, to uska ilaaj bhi Qur’an-e-Pak ki tilawat aur Asma-ul-Husna ki barkat se hota hai. Ye ruhaani ilaaj sirf Allah ke izn se faida deta hai.

Hamare Ruhaani Ilaaj Mein Shamil Hai:

Jadoo aur shaitani asar ka ilaaj Qur’an aur Sunnat ke zariye

Dua aur wazaaif jo mashaaikh-e-Qadriya se manqool hain

Qur’an ki tilawat aur ruqya shar’iya

Nazar bad door karne ki duayein

Yaad Rakhein Beshakh:

Har shifa sirf Allah Ta’ala ki taraf se hai. Ruhaani ilaaj mein hum sirf Qur’an aur Sunnat ka sahara lete hain, jo hamesha halal aur jaaiz hai.

Read More

Qadri Ahemad Raza

Qadri Ahemad Raza

Qadri Ahemad Raza

Welcome to the official website of Qadri Ahemad Raza, a humble digital platform dedicated to spreading the message of Islam, love for the Ahl-e-Bait, and the teachings of the Qadri silsila under the spiritual guidance of Pir-e-Tariqat Saiyed Alhaz Haji Aalamiya Bapu Qadri Morbi (Unavi).

Ruhaani Ilaaj (Spiritual Healing)

Islam mein har bimaari ka ilaaj Qur’an aur Sunnat mein paaya jaata hai. Sirf jismani bimaari hi nahi, balki roohani pareshani, buri nazar (nazar-e-bad), jadoo, ya kisi par shaitani asar bhi hota hai, jiska Qur’ani aur Deeni ilaaj mumkin hai.

Qadri Ahemad Raza - Copyright 2025. Designed by Qadri Ahemad Raza